RTGS ya NEFT hoti kya hai. Or iska use kis kaam me kiya jata hai in Hindi
Hello friends aaj mai aap ko yesa post lekar aaya hu . ye post unsavi Business keliye kafi used full hoga. Example mai aap ko bata du ki ager aap ka Business bahut bara hai. Aapko kisi account mai 500000 rupaya tansfer karana hai. To aap kya karege. Mai yese hi post aapke liye kar aaya hu. Jise bank ke bhasha mai RTGS OR NEFT kahate hai. mai aapko batane ja raha hu in Hindi.
RTGS OR NEFT form Apko har bank me hoti hai. Bus Aapko Apke bank me jana hai or form bharna hai. mai Apko yaha se RTGS OR NEFT karna sikhyenge. Or ye koi Jaruri nahi Hai Sabhi Bank Ki Rtgs orNeft Form Alag Sabke Same Hote hai Or Sabhi banks me form same tarike se bhara jatahai.
RTGS OR NEFT form Apko har bank me hoti hai. Bus Aapko Apke bank me jana hai or form bharna hai. mai Apko yaha se RTGS OR NEFT karna sikhyenge. Or ye koi Jaruri nahi Hai Sabhi Bank Ki Rtgs orNeft Form Alag Sabke Same Hote hai Or Sabhi banks me form same tarike se bhara jatahai.
Sabse Pahle Mai Apko Ye BataDu Ki RTGS ya NEFT hoti kya hai. Or iska use kis kaam me kiya jata hai.
RTGS ya NEFT hoti kya hai. |
RTGS/ NEFT Two Part Information
1. RTGS Payment About Info Any Of Bank :- Agar apko apne bank account se kisi dusre bank account mepaise transfer karne ho to tab RTGS/NEFT ka use kiya jata hai. Agar apki payment 200000 rupees hai ya isse jayada hai to RTGS ka use hota Hai !
2. NEFT Payment About Info Any of Bank
Agar payment 200000 rupees se kam hai to NEFT ka use kiya jata hai. Waise to aap other bank account me clearing ke through bhi transfer kar sakte ho lekin usme 3-4 buisness day ka time lagta hai. RTGS/NEFT mepayment same day or Quick transfer ho jati hai
Kya kya chahiye RTGS/NEFT Ke liye
### Rule :- 1
aapke account ka sign kiya hua cheque Hona Chahiye.
### Rule :- 2
Apke bank ka RTGS/NEFT form Hona Chahiye.
### Rule :- 3
Aap jis bank me transfer karna hai us bank ka IFSC CODE Daliye.
### Rule :-4
Aap jis account me transfer karna Chahte Hai uska name &account number Chahiye.
### Rule :- 5
Aap ko jis bank me transfer karna hai us bank ka branch name Hona Chahiye.
* Kya karna hai NEFT/RTGS
sabse pahle apne bank me jakar aap RTGS ya NEFT ka form le ley. Ab ye decide kar leki Aapko RTGS karni hai ya NEFT. Form me sabse upar RTGS/NEFT likha hota hai aap unme se jo aapko karni hai us par tik mark kar de. Ab form par jis day ko RTGS/NEFT karni hai date ke option me date likh de.Ye form 2 part me hota hai.
1. Benificery
2. Applicent
2. Applicent
3. Chaque
1.benificery :-Account number me jise apko payment transfer karni hai uska acciunt number bhare.Holder name me jise apko payment transfer karne hai uska account jis name se hai wo type kare.ifsc code me jis branch me apko pyment transfer karni hai uska ifsc code or branch name bhare.Ruppees me jitni payment tansfer karni hai wo payment ka figure bhare.
2. Applicent :- is part me bhi same option hote hai.Account number me apko apka account number type kare.Account holder name me aapka name jis account se hai wo name bhare.Rupees me apni payment amount bhare.Apna mobile number type kre.
3.Cheque :- ek chaque jo RTGS/NEFT karneke liye required hai. Us par 2 option hote haiRuppees or name.Name par aapko yourself likhna hai.rupees me apko payment amount figure bhare.cheque par apne signature kar deAb ye cheque or form attech kar ke Aap Aapne bank officer ko de dey. Apki RTGS/NEFT ho jayegi. or Payment Same day Or Quick transfer ho jaiyegi.
Note :- Agar Apko Mere Dawara di Post Se Jankari acchi lagi ho to plz isko Facebook or Apne Dosto se jarur Share Kare Or agar is post mai koi problem ho to hamse comments box mai ja kar puchhe. Aap Humse Comment mai puch Sacte Hai Hum Apko Bald Response denge Thank You.
Post a Comment